Paaro - ADITYA RIKHARI, guitar chords


Rating:
(5) Votes: 1

Published: 2025-03-19 12:30
Selection chords: Sarah Harris



Tonality
Dm Em Am C



Intro: Dm Em Am C x3

 Dm Em          Am C
 Paaro, meri paaro
   Dm            Em                   Am C
 Isharo isharo mein baatein samajh lena
  Dm Em            Am C
 Dil ke tukde hazaro
    Dm            Em           Am C
 Bikharne se Pehle aaj pakad lena

      Dm
 Ke sharabe khatam
      Em
 Diye saare zakham
       Am             C
 Tere bhar na sake, soniya
       Dm
 Hona raate khatam
     Em
 Ke sulade sanam
       Am            C
 Mujhe baahon mein mera
 
     Dm              Em
 Ek jaan gayi, ek jaati nahi
      Am           C
 Ek aur sitam na kar
       Dm              Em
 Jise paana tha, use kho baithe chordz
      Am
 Yeh kaafi nahi hai kya?

 Dm Em Am C x2
 
 Dm              Em       Am
 Ke Ab kuch hosh nahi hai
  Am       C            Dm
 Tu mujhko pila degi kya?
   Dm      Em              Am
 Mein pi kar jo bhi kahunga
  Am         C
 Tu subha bhula degi kya?
 
 Dm       Em                Am
 Tu baahon mein rakh le Do pal
      C
 Phir chaahe dur hata de
 Dm        Em                Am
 Mai god mein rakh lu agar sar
      C
 Tu mujhko sula degi kya?
 
 Dm               Em
 Jaati nahi teri yaadein kasam se
     Am                C
 Ke dil ka bharam hai tu
  Dm            Em
 Baaki nahi Ab koi sharam, jaana
  Am           C
 Ek dharam hai tu
 
      Dm             Em
 Jo kehti thi "Mat piyo na"
      Am                C
 Meri jaan zeher hain yeh
       Dm              Em
 Usey dekhta hu koi gair chuye
      Am             C
 Ab aur zeher kya piyu?


Other Guitar Chords: