Nahin Milta - Bayaan, ukulele chords

Rating:
(4.8) Votes: 5

Published: 2024-03-27 14:40
Selection chords: Sarah Harris

Tonality
F C Am Em G E7 Dm

F C F C

F          C
Sehla Do munn ko
F                C
Kyun yeh rota rahey
 F               C
Dhalay ki phir yeh raat
F         C
Jo hota rahay

         Am        Em       F
Par yeh munn mayoos hai bohot
     C           G
Hungamay mein girift
      Am              Em
Iss shorr mein, iss bheer mein
  F
Akela hai munn
 E7
Akela hoon main

 Dm
Haan akela hai munn par muqammal hai yeh
 Dm
Adhooray Ho tum
Dm
Haan akela hai munn par muqammal hai yeh
 Dm
Adhooray Ho tum

Dm
Haan akela hai munn par muqammal hai yeh
 Dm
Adhooray Ho tum

       G
Balkay Ho hi naheen

  Am                  Em
Jhoot ki zameen par faraib ke yeh saaray ghar
  F
Inn mein rehney walay tum
 Em
Khoon safaid dil pathar
Am                      Em
Zima hai yeh qudrat ka ya khataa tumhari hai
 F                   E7
Jo bhi sabab so hai par sazaa hamari hai

Am Em F C E7

 Am             Em          F        E7
Jis ko jo bhi milta hai beysabab nahein milta
  Am             Em          F         C
Mujhe se bolay munn mera sab ko sab nahein milta

Other ukulele chords: